Dil Ki Awaaz Ko Izhaar Kehtay Hein.. Jhuki Nigah Ko Iqrar Kehtay Hein.... Sirf Paanay Ka Naam Mohabbat Nahin.... Kuch Khone Ko Bhi Pyaar Kehtay Hein. | |
» | |
|
Khobsurat phoolon ki tasveer saja rakhi thi Beech mien eik ladki ki tasveer laga rakhi thi Mujhe pata tha woh ladki nikle gi bewafa Isss liyeh mien ne eik aur ladki phasaa rakhi thi. | |
» | |
|
Ek ada aapke dil churane ki, ek ada aapke dil me bus jane ki, Chehra apka chand sa aur ek zid hamari chand pane ki. | |
» | |
|
Zamane se nahin hum tanhai se darte hain, Pyar se nahin hum rusvayee se darte hain, Dil mein umang hai tujhse milne ki, Par milne ke baad aane wali judaai se darte hain. | |
» | |
|
Main usay Dill Say Piyar Karti Hoon Rang Jis ka Hina Say Milta hai. Rangat Main Dilfarareb Hum Bhi Nahin LAKIN Saanwali si is jori say Zamana jalta hai. | |
» | |
|
teri ulfat ki rahoon mein loota di zindagi hum ne. dil-o-jaan lootane wale to kitna bewafa nikla. | |
» | |
|
Aaankh say door na hoo dil say oter jaye ga... waqat ka kya hai guzarta hai guzar jaye ga... Itna mayoos na khalwat-e-gham say apni... Tu kabhi khod ko bhi dekhay ga to dar jaye ga... | |
» | |
|
kash main teri khushi ki leher hota, tu naraz mujh say hoti to mujh pay qehar hota. main teri chahat ka kya anjam kahon, meri har shaam ka anjam seher hota. | |
» | |
|
woh mil jaate hain kahani ban ker, dil main bus jaate hain nishani ban ker. jinhay hum rkhtay hain apni ankhon main kyon nikal jaate hain woh pani ban ker. | |
» | |
|
Hansna hamara kisi ko gawara nahi, har musafir zindagi ka sahara nahi, miltye hain bohat log is tanha zindagi mein , per koi dost tumse ziyada pyara nahi. |